Abby Viral Rap Lyrics : The Entrepreneur Anthem ( Motivational Hindi Rap )
Join Abby Viral on facebook: https://www.facebook.com/abbyviral
This rap is truly written and performed by an entrepreneur. Feelings ko samajhna bas. Startup, Funding, Motivation .
Rap Writter : Abhinav Parteek
Rap Singer :Abhinav Parteek
His Quote :
Aaj Nahi To Aur Kabhi , Karenge Log Gaur Kabhi
Abby Viral Rap Lyrics:
Ghisa hai maine khud ko Stone se pebble tak,
Bakvass karna baad me, pehle aao mere level tak.
Khada hu mai top pe, tum ho fate haal me
Kar diya bawaal maine pichle 3 saal me
Mashaal me hai aag, mere seene me
bhi Maza nahi hai aata mujhko, aise jeene me
bhi Isiliye clear kiye, maine sare doubt Choda apna college,
Kiya tha dropout
Tumhara bhai khada hai strong, abhi bhi not out,
Log bole startup na chale, Hai ye risky kaam
Pichle 3 saalo me banaya apna naam Na li kisi se funding,
liya hai khud hi risk Bade hai apne sapne, Apni full hai hard disc
Market me humne, giraya ek bomb
The best gifting company is Huppme.com Meri mom,
bhi aaj mujhpe karti hain proud
Abhi hai thode log, kal dher sara crowd
bas karta hu mai mehnat, apne kaam pe yakeen
aaj kal log kehte mujhko, motivation ki machine
Mere neeche hai zameen nazre meri aasman pe milegi kamiyabi,
jab kheloge tum jaan pe
karo fir tum bhi mehnat, tumhe kisne hai roka
hath se na jane dena koi bhi mauka
jab kare koi accha kaam, sansaar uspe bhoka
zamane ki na sunna tum, zamana ek dhoka
Unke bas ki hai kuch nahi, bas karte hai burayi na talent, na skills bas baaten hai churayi
Vo hain system ke jaal me, kahe hame aavara
aise kitne logo ko to maine Results se hai mara
Mai jeeta, vo hara… mujhe kehta aavara
usne socha bhedchaal se hi hote saare kaam…
haha… bechara
Kabhi pyaar ka bhi mujhko chadha thoda sa bukhar
uski ek ada pe sab gavane ko taiyar
saare dreams ko mai bhool baitha jaise ek bimar
us waqt mere man me na aaya ye vichar
Gar abhi bhi na sambhla meri pakki hogi haar
har ciyappe ke liye mai ho gaya taiyaar
lekin shukar hai, thank god, us girl ka ho bhala
apne raaste pe ek baar fir se mai chala
diya mujhe dhoka, rote rote sukha gala
Pyaar karne ka mujhe aisa mila sila
Choda mujhko dosto ne,
sabo mai laga ek fool ignore mara mujhko,
jaise mai pairo ki dhool lekin bechare ek baat ko rahe the bhool
ke life meri teacher, struggle hi mera school
pichle 3 saalo me, kiya maine kamaal
Dekh meri videos,
hota hoga unka chehra laal
Kuch log meri life me itne kaam aaye
Kiya mujhpe bharosa,
mere sath chale aaye
Diya mera fir sath, pakda mera fir hath lage apne se vo,
kabhi na lage paraye Dekho aaj hum sab kitni door chale aaye
Poore ho rahe hain sapne jo maine the dikhaye
Raat raat bhar baith ke,
Karte the hum baat Ab badalne lage, hamaare haalat
bahut Hi Badhiya aur Behtreen Post
Great